600+ Hindi and English Dosti shayari| हिंदी दोस्ती शायरी

Shayari King English main Dosti shayari 

Na jaane kyun mein tujh se kuch zyada rootha karti hoon,
Teri doori seh jaaye is ke liye dil ko apne manaya karti hoon
Kabhi to tujhe jaise bahut hi bura keh leti hoon per dost jab
Teri dosti ki misaale yad aati hai tujhe duaein diya krti hoon 


Maangi thi dua humnein rab se,
Dena mujhe dost jo alag ho sbse,
Usne mila diya hume aapse or kaha
Sambhalo inhe ye anmol hai sab se


Dosti mausam nahi,
Apni mudat puri kare or rukhsat ho jaye.

Dosti sawan nahi,
Toot k barse aur tham jaye.

Dosti aag nahi,
Sulge bharke aur rakh ho jaaye.

Dosti aftab nahi,
Chamke aur fir doob jaye,

Dosti phool nahi,
Khile aur murjha jaaye.

Dosti to saans hain,
Jo chale toh sab kuchh hain,
Jo toot jaaye toh kuchh bhi nahi.



Apni zindagi key alag hi usool hain,
Yaar ki khatir to kaante bhi kabul hain
Has kar chal du kaanch k tukdo pr bhi,
Ager yaar kahe ye mere bichhaye hue phul h.



Chaand adhura hain sitaaron ke bina,
Gulshan adhura hai baharon ke bina,
Samundar adhura hai kinaron ke bina,
Jeena adhura h tum jese yaaron k bina 


Teri dosti mein khud ko mehfooz mante hain,
Hm dosto me tumhe sbse azeez maante hain,
Teri dosti ke saaye mein zinda hain,
Hm to tuje khuda ka diya hua tabeez mante hai


Ae dost teri yaad mein dil ka usool hain
Hm tujhko bhul jayenge ye teri bhul hai,
Meri aankho se koi aansu na nikla lekin,
Ghar ke har dar se rone ki sada aati hai,
Shikwe b ziyada h or shikayat b bahut h
Or is k liye dil me mohabbat bhi bahut hai,
Tum anjan se bichad jao to mayus na hona
Kyuki rishto k nibhane me musibt b bahut h 



Kya mangu khuda se apko pane k bad
Kiska karu intezar aapke aane k bad,
Kyu doston pe jaan lutate hain log
Malum hua aapko dost banane ke bad


Aap Nhi To Jindagi Me Kya Rah Jayega
Dur Tk Tanhaiyon Ka Silsila Rah Jayega
Har Kadam Par Saath Chalna Mere Dost
Varna Aapka Ye Dost Akelaa Rah Jayega


Zindagi me bar bar sahara nhi milta,
Bar bar koi pyar se pyara nahi milta,
Hai jo paas use sambhal kar rakho,
Khokar wo yaar fir dobara nahi milta 



Uske Sath Rahte Rahte Hame Chahat Si Ho Gayi,
Usse Baat Karte Karte Hamein Aadat Si Ho Gayi,
Ek Pal B Na Mile To Najane Becheni Si Rehti Hai,
Dosti Nibhate Nibhate Hume Mohabbat Si Ho Gayi 



Baarish Se kuch bunde Maang Lenge,
Chand Se Chandni udhar Maang Lenge,
Agar Teri Dosti Naseeb Hui Aye Dost,
To Khuda Se Ek Aur Zindagi Maang Lenge.  


Dosti to sirf ittefaq se hoti hai,
Yahi to dilo'n ki mulaqat hai,
Dosti nahi dekhti ye din hai ki raat hai,
Isme to sada hoti irf wafadari or jazbaat hai 



Dosti dard nahi khushiyo ki saugat hai,
Kisi apne ka jindagi bhar ka saath hai,
Ye to dilo ka wo khubsurat sa ehsaas hai,
Jiske dum se roshan ye saari kayanaat hai. 


Dosti hoti nahi bhool jaane ke liye,
Dost hote nahi bichhad jaane ke liye,
Dosti karke khush rahoge itna ki,
Waqt nahi milega tumhe aansu bahaane ke liye.  


Door Ho Jaun To Zara humara Intezaar Karna,
Apne Dil Ko Na Yoon kabhi tum Bekarar Karna,
Laut Kar Aayenge Hum sada, chahe Jaha Bhi Jayenge,
Bas Humari Dosti Par tum dil se Aitbar Karna.  


Ye Zindagi Bhi Kabhi Bewafa Si Lagti Hai,
Khushi Milti Hai kabhi to kabhi Phir Bichadti Hai,
Dosto Ki Dosti Kuch Aisa Asar Karti hai zindagi pe,
Use Hi To Ye saari Zindagi ki kayanat Sanwarti Hai. 



Teri Dosti Hum Iss Tarah Nibhayenge,
Tum Roz Khafa Hona or Hum Roj Manayenge,
Par Maan Jaana Manane Se tum,
Warna Ye Bheegi Palke Le Ke hum Kaha Jayenge 



Dosti Phool Nahi Jo Murjha Jaaye,
Dosti Mausam Nahi Jo Badal Jaaye,
Dosti To Dhadkan Hai Jo rahe To Sab Kuch Hai,
Aur Agar dhadkan bhi Na rahe Toh Kuch Bhi Nahi hai. 


Ye dil na jaane kya kar baitha,
Mujhse puche bina hi faisla kar baitha,
zameen par toota sitara to kabhi nahi girta,
Aur ye pagal hai ki chand se dosti kar baitha.  


ye Karz Dosti mein Ada Kon Karega,
Hum Na Rahe To Dosti Kaun Karega,
aye Khuda Mere Dosto Ko Salamat Rakhna,
Warna Meri Shaadi Mein, bhangda Kaun karega 


Dil lagi dosto ke naam hoti hai,
Dil daari dosto ki shaan hoti hai,
rahoge dil mein jo mere hamesa tum,
Yahi sachi dosti ki pehchaan hoti hai. 

Dil se dil kabhi juda nahi hote,
yu hi kisi par kabhi fida nahi hote,
dosti ka ristha badha hai pyar se,
kehte hai dost kabhi bewafa nahi hote. 


Log kehte hai ki jisne hum se dosti ki hai,
wo chand ka ek pyara sa tukda hai,
'jaga' kehta hai ki jisse hum ne dosti ki hai,
chand uss shaqs ka ek tukda sa hai. 


Aapki dosti ko ek nazar chahiye,
Dil hai be-ghar use ek dil chahiye,
Bas yoon hi sath chalte raho aye dost,
Ye Dosti hume saari umar bhar chahiye. 


Yahi to wo khubsurat dosti ka naata hai,
Jo bina kisi bhi shart ke jiya jata hai,
Rahe dooriya darmiyan to parwaah nahi,
Dosti to pal-pal dil mein basaya jaata hai. 


Andhere Me Rasta Dekhna Mushkil Hota Hai,
Toofan Me Diya Jalana Mushkil Hota Hai,
Kisi Se Bhi Dosti Karna Itna Mushqil Nahi hota,
Magar Dosti Nibha Paana hi sabse Mushqil Hota Hai. 


Hum Mile Nahi Bhool Jaane Ke Liye,
zindagi Mili Hai Aapko Hasane Ke Liye,
Hamse Dosti jo Rakhoge To Itni Khushi Denge,
Waqt Hi Nahi Milega, tumhe Aanshu Bahane Ke Liye.  


Ehsaas Doori Ka Waqt Ke Sath Bhi Hoga,
Gujrate Lamho Mein Yaado Ka Khawab Bhi Hoga,
Hum To Na rahenge Aapki Zindagi Mein ab,
Magar Meri Dosti Ka Asar Mere Baad Bhi Hoga.  


Dosti Bhi Kya Cheez Hoti Hai,
Magar Ye Bhi Kisi-Kisi Ko Naseeb Hoti Hai,
Pakad Lete Hai Jo kaske Daaman Iska,
Samjho Jannat hamesha Unke Kareeb Hoti Hai 


Dosti ke Bina Zindagi Veeran Hoti Hai,
Akele Her Raah meri Sunsan Hoti Hai,
Sache Dost Ka Hona Hai Bada Jaruri yaha,
Kyunki Dost Se Her Muskil Aasan Hoti Hai. 


Dosti ke Bina Zindagi Veeran Hoti Hai,
Akele Her Raah meri Sunsan Hoti Hai,
Sache Dost Ka Hona Hai Bada Jaruri yaha,
Kyunki Dost Se Her Muskil Aasan Hoti Hai. 


Har aahat tumhe ehsaas hamara dilayegi,
Har hawa ka jhoka khushbu hamari layega,
Hum dosti kuch aisi nibhayenge,
Ki hum ho na ho to humari yaad tumhe stayegi.


Jab dosti ki dasta ye waqt sunayega,
Humko koi bichda hua sathi yaad aayega,
hum bhool jayenge zindagi ke ghamo ko,
Jab saath gujra hua waqt hume yaad aayega


Apki aankhon mein aansu kabhi aane na denge,
Aapki ye pyari si dosti yu jaane na denge,
Agar mitna pada kabhi humari dosti ke khatir,
Kasam se hum aisa ye mauka bhi hath se jaane na denge. 


Dost ek sahil hai tufaano ke liye,
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek khawish hai aap jaise dost pane ke liye.


wo bewafayi kabul hai wafa ke liye,
wo aansu bhi kabul hai hansi ke liye, 
Hum to mohtaaz hai aapke pyar ke,
baaki dushmani bhi kabul hai aapki dosti ke liye. 


Phool ki shuruwat kali se hoti hai,
Zindagi ki shuruwat jaan se hoti hai, 
Pyar ki shuruwat hoti hai dosti se,
aur Dosti ki shuruwat aapse hoti hai. 


dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata,
humse toota hua seesha dekha nahi jata,
apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe,
aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata. 


Dosti Ghazal hai, gungunaane ke liye,
Dosti nagma hai, sunaane ke liye,
Ye wo jazba hai jo sabko milta nahi,
Kyuki hausla chahiye dosti nibhaane ke liye. 


Toofan Mein Bikhrate Chale Gaye,
Tanhai Ki Gehrai Mein Utarte Chale Gaye,
Jannat Thi Har Subah Sham Jin Dosto Ke Sath,
Ek-Ek Kar Ke Sab Bichhadte Chale Gaye. 


Dosti insaan ki zarurat hai,
dilo'n pe dosti ki hukamat hai,
aapke pyar ki wajah se zinda hai hum,
warna khuda ko bhi hamari zarurat hai. 




Pyar kehte hai, Mohabbat kehte hai,
Kuch log use bandagi kehte hai,
Magar jinke sath hum Dosti karte hai,
Hum unhe apni zindagi kehte hai. 



Jitna dosti paayi hai aapse,
aur bhi zyada paane ko jee chahta hai,
Jaane kon si khubi hai aap mein ki,
zindagi bhar dosti nibhane ko jee chahta hai.  


Dard se aankhein chaar kar lenge,
hum bhi imtehaan-e-dosti de denge,
teri dosti ki khatir aye dost,
hum dushmano se bhi pyaar kar lenge


Dost tera mujhe bahut sahara hai,
warna is duniya mein kaun hamara hai,
log marte hai maut aane par,
hame to aapke dosti ne hamesha mara hai. 


Dosti se pyari koi majburi nahi hoti,
Kami dosto ki kabhi puri nahi hoti.
Dilo'n ka juda hona ek alag baat hai,
Nazron se door hona koi duri nahi hoti. 


Kuch baate unkahi reh gayi,
Kuch yaade ajnabi ban gayi,
Socha tha nibhayengi hum dosti tamam umar,
Par aaj wahi dosti ek fareb ban gayi. 


Dosti mein dooriyan to aati rehti hai,
Phir bhi Dosti Dilo ko mila deti hai,
Wo Dosti hi kya jo naraz na ho,
Per sacchi Dosti dilo ko mana hi leti hai. 


Lamhe ye suhane sath ho na ho,
Kal mein aaj jaisi koi baat ho na ho,
Aapki dosti hamesha is dil mein rahegi,
Chahe puri umar humse mulakat ho na ho. 


Dosti ek nagama hai jise gungunata hu main,
Dosti wo rishta hai jise nibhata hu main,
Akele zindagi kat nahi sakti hai,
Isiliye aap jaise pyare dost banata hu main. 



Dosti achhi ho to rang laati hai,
Dosti gehri ho to sabko bhaati hai,
Dosti nada ho to toot jaati hai,
dosti aap se ho to itihaas ban jaati hai. 


Fir na simtegi agar dosti bikhar jayegi,
Zindagi zulf nahi jo fir se sanwar jayegi,
Jo khushi de tumhe tham lo daman uska,
Zindagi roo kar nahi has kar guzar jayegi.


Kareeb se tujhe jaana to apna paya,
Tujhe dosti mein aazmaya to apna paaya,
Tujhe kya naam du ye samajh na aaya,
Dosti kahu zindagi kahu ya kahu apna saya. 


Tujhe apna mukkadar batate hai,
Khuda ke baad tere aage sar jhukate hai,
Dosti ka rishta tod mat dena,
Is rishte ke dum par hi muskurate hai. 


Dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata,
Humse toota hua sheesha dekha nahi jata,
Apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe,
Aye dost tera utra hua chehra yu dekha nahi jata. 


Yakeen to hame sirf tum pe hai,
Warna na jane kitne dost paas hai,
Hum to waada karte hai dosti ka,
Bas aap se hi dost kehlane ki aas hai. 


Dosti ko dil se nibhayenge hum,
Tum bhool bhi jao to yaad dilayenge hum,
Aisi shararat karenge hum ki,
Na chahte hue bhi tumhe yaad aayenge hum. 

Fursat kise hai zakhmo pe marham lagane ki,
Nigahen badal gayi apne aur begane ki,
Tu na chodna kabhi dosti ka hath warna,
Tammana mit jayegi kabhi dost banane ki. 



Koi itna chahe tumhe to batana,
Koi tum pe nazar uthaye to batana,
Dosti kar to lega koi bhi tumse,
Koi hamari tarah nibhaye sath to batana. 


Har kali tumse khuhsbu udhar mange,
Aftaab tuhjse noor udhar mange,
Rab kare tu dosti aise nibhaye,
Ki log mujhse teri dosti bhi udhar mange. 


Zindagi sirf jeene ka naam nahi hoti,
Khamoshi har pal ka imtihaan nahi hoti,
Wafa jo hai pyar ka paigam nahi hoti,
Wada hi bas dosti ka anjaam nahi hoti. 


Shayari King -:> हिंदी दोस्ती शायरी


लोग रूप देखते है ,हम दिल देखते है ,
लोग सपने देखते है हम हक़ीकत देखते है,
लोग दुनिया मे दोस्त देखते है,
हम दोस्तो मे दुनिया देखते है.


करो कुछ ऐसा दोस्ती में
की ‘Thanks & Sorry’ words बे-ईमान लगे
निभाओ यारी ऐसे के ‘यार को छोड़ना मुश्किल’
और दुनिया छोड़ना आसान लगे…


इश्क़ और दोस्ती मेरी ज़िन्दगी के दो जहाँ है
इश्क़ मेरा रूह तो दोस्ती मेरा इमां है
इश्क़ पे कर दूँ फ़िदा अपनी ज़िन्दगी
मगर दोस्ती पे तो मेरा इश्क़ भी कुर्बान है


इश्क ओर दोस्ती मेरे दो जहान है,
इश्क मेरी रुह, तो दोस्ती मेरा ईमान है,
इश्क पर तो फिदा करदु अपनी पुरी जिंदगी,
पर दोस्ती पर, मेरा इश्क भी कुर्बान है


दिल मे एक शोर सा हो रहा है.
बिन आप के दिल बोर हो रहा है.
बहुत कम याद करते हो आप हमे.
कही ऐसा तो नही की…
ये दोस्ती का रिस्ता कंज़ोर हो रा है.


मौत एक सच्चाई है उसमे कोई ऐब नहीं
क्या लेके जाओगे यारों कफ़न में कोई जेब नहीं 



आँखों से बरसात होती हैं
जब आपकी याद साथ होती है,
जब भी busy रहे मेरा cell
तो समझ लेना
आपकी होने वाली भाभी से मेरी बात होती हैं



घर से बाहर कोलेज जाने के लिए वो नकाब मे निकली….
सारी गली उनके पीछे निकली…

इनकार करते थे वो हमारी मोहबत से……….
और हमारी ही तसवीर उनकी किताब से निकली………



कोई खुशियों की चाह में रोया
कोई दुखों की पनाह में रोया..
अजीब सिलसिला हैं ये ज़िंदगी का..
कोई भरोसे के लिए रोया..
कोई भरोसा कर के रोया..



वक्त बदल जाता है जिंदगी के साथ
जिंदगी बदल जाती है वक्त के साथ

वक्त नहीं बदलता दोस्तों के साथ
बस दोस्त बदल जाते हैं वक्त के साथ


उस जैसा मोती पूरे समंद्र में नही है,
वो चीज़ माँग रहा हूँ जो मुक़्दर मे नही है,

किस्मत का लिखा तो मिल जाएगा मेरे ख़ुदा,
वो चीज़ अदा कर जो किस्मत में नही है…



गुलाम बनकर जिओगे तो.
कुत्ता समजकर लात मारेगी तुम्हे ये दुनिया

नवाब बनकर जिओगे तो,
सलाम ठोकेगी ये दुनिया….

“दम” कपड़ो में नहीं,
जिगर में रखो….



बात अगर कपड़ो में होती तो, सफ़ेद कफ़न में,
लिपटा हुआ मुर्दा भी “सुल्तान मिर्ज़ा” होता.


हर रिश्ते में विश्वास रहने दो;
जुबान पर हर वक़्त मिठास रहने दो;
यही तो अंदाज़ है जिंदगी जीने का;
न खुद रहो उदास, न दूसरों को रहने दो..!



इश्क़ और दोस्ती मेरी ज़िन्दगी के दो जहाँ है
इश्क़ मेरा रूह तो दोस्ती मेरा इमां है
इश्क़ पे कर दूँ फ़िदा अपनी ज़िन्दगी
मगर दोस्ती पे तो मेरा इश्क़ भी कुर्बान है


छू ले आसमान ज़मीन की तलाश ना कर,
जी ले ज़िंदगी खुशी की तलाश ना कर,
तकदीर बदल जाएगी खुद ही मेरे दोस्त,
मुस्कुराना सीख ले वजह की तलाश ना कर.


जादू है उसकी हर एक बात मे,
याद बहुत आती है दिन और रात मे,
कल जब देखा था मैने सपना रात मे,
तब भी उसका ही हाथ था मेरे हाथ मे…


जिस हॉस्पिटल के हम डॉक्टर हैं,
हमारी पत्नी वहा की नर्स हैं
क्या अजीब ज़ुल्म सहना पड़ता हैं
अपनी ही बीवी को सिस्टर कहना पड़ता हें


दिल मे एक शोर सा हो रहा है.
बिन आप के दिल बोर हो रहा है.

बहुत कम याद करते हो आप हमे.
कही ऐसा तो नही की…

ये दोस्ती का रिस्ता कंज़ोर हो रा है.


माना के किस्मत पे मेरा कोई ज़ोर नही….
पर ये सच ह के मोहब्बत मेरी कमज़ोर नही,

उस के दिल मे, उसकी यादो मे कोई और है लेकिन,
मेरी हर साँस में उसके सिवा कोई और नही..



टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

The Mahabharata Explained: Key Lessons, Characters, and the Bhagavad Gita

Easy Ways to Make Money From Home

नरेंद्र मोदी ने नए डिजिटल इंडिया अभियान का उद्घाटन किया