Pradhan Mantri Garib Kalyan Anna Yojana
Pradhan Mantri Garib Kalyan Anna Yojana: Kendriya kebinet ki betak me kai aham fesale liye gaye hai jisme muft aanaj wali sabhi yojanao ko sarkar ne ab pardhan mantri Garib Kalyan Anna Yojana (PMGKAY) me hi shamil kar liya hai
Pahle Garib rekha se niche aane wale logo ke liye antyadya Ann Yojana aur esi hi dusari Yojanay chal Rahi thi jiske jariye Garib Ko muft rashan diya jata hai aab ek January se pardhan mantri Garib Kalyan Anna Yojana ke tahat hi deshbhar ke garibo ko rashan diya jayega
Karib 80 crore garibo ko fayda
Pardhan mantri Narendra modi ki adhkshta me hui kebinet bethak me chhrcha ke baad is fasle par muhar lagai gai new Yojana kishuruat 1 January 2023 se ho gai aur desh ke shuru hone ke baad sal 2023 me primary haushold (PHH) aur antyody ann Yojana ke labharthiyon ko pardhan mantri Garib Kalyan Anna Yojana ke tahat muft rashan diya jayega
Kendriya sarkar ki taraf se bataya gaya hai ki PMGKAY ke tahat deshbhar ke garibo me rashan vitran karne se pardshitaa aayegi aur sabhi rajyo me ek jesi vyvastha hogi ye ekikurt Yojana Garibo ke liye khadhnn ki pahunch samthy aur uplbadhataa ke mamle me NFSA 2013 kee parvdhano ko majbut karegi
Ek sal ke liye bdhai gai thi Yojana
Isse pahle december 2022 me btaya gya tha ki modi sarkar ne PMGKAY Yojana ko ek sal Tak ke liye bdha diya hai yani agle ek sal tak Garibo ko muft annaj ki suvidha milti rahegi bta de ki sal 2020 me corona lockdown ke baad sarkar ki taraf se is Yojana ko lagu kiya tha jiske tahat Garibo ko 5kg muft rashan muheya karaya jata hai halaki pahle ye 10kg tha jise kam kiya gya hai muft aanaj me ktouti ko lekar vipkshi neta bhi Modi sarkar par hamlavar hai
टिप्पणियाँ