संदेश

PMGKAY लेबल वाली पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Pradhan Mantri Garib Kalyan Anna Yojana

चित्र
Pradhan Mantri Garib Kalyan Anna Yojana: Kendriya kebinet ki betak me kai aham fesale liye gaye hai jisme muft aanaj wali sabhi yojanao ko sarkar ne ab pardhan mantri Garib Kalyan Anna Yojana (PMGKAY) me hi shamil kar liya hai  Pahle Garib rekha se niche aane wale logo ke liye antyadya Ann Yojana aur esi hi dusari Yojanay chal Rahi thi jiske jariye Garib Ko muft rashan diya jata hai aab ek January se pardhan mantri Garib Kalyan Anna Yojana ke tahat hi deshbhar ke garibo ko rashan diya jayega  Karib 80 crore garibo ko fayda Pardhan mantri Narendra modi ki adhkshta me hui kebinet bethak me chhrcha ke baad is fasle par muhar lagai gai new Yojana kishuruat 1 January 2023 se ho gai aur desh ke shuru hone ke baad sal 2023 me primary haushold (PHH) aur antyody ann Yojana ke labharthiyon ko pardhan mantri Garib Kalyan Anna Yojana ke tahat muft rashan diya jayega  Kendriya sarkar ki taraf se bataya gaya hai ki PMGKAY ke tahat deshbhar ke garibo me rashan vitran karne se pardshitaa aayegi au