राजस्थान के किसानों को अशोक गहलोत सरकार दे रही 48 हजार रुपए इस योजना का उठाना होगा फायदा
Rajasthan Taarbandi Yojana : Rajsthan ke kisano ko Ashok Gehlot sarkar aavara pashuo se fasal ko bchane ke liye 48 hazar rupee tak Anudan de Rahi hai tarbandi Yojana pahle aao va pahle pao ke aadhar par sanchlit hai Kai barsho se sanchalit ho Rahi is Yojana me kantedar tar lagana jaruri hai is Yojana me sarkar ki aor se anudan rashi 100 rupee parti metar ke hisab se di jayegi jis Kisan ke pass jitani jamin hogi use utna hi Anudan milega anudan ki antim seema 40 hazar rupee hogi Tarbandi Yojana ke liye patrta Vykitgat/samuhik Kisan Ko Anudan - 1. Tarbandi ke liye vykitgat kisan ya samuhik Kisan ke pass kam se kam honi chahie 1.50 hektar kurshi bhumi 2. Partyek kisan ko abhikatam 400 ragig meter Tak (400 ranig meter se kam hone par Prorata Basis par Anudan dey hai) Dey hoga Anudan 3. Tarbandi kary lagat ka 50% ya adhiktam 40,000/-ya chhote kisan (lagu v seemant shreni) ko 48000/- prati kushak dey hogi Anudan 4. Peraferi ki lambai 400 meter se adhi...